TV Scandals

TV Scandals

1 Model Ayyan Ali Scandal With Asif Ali Zardari


Ab kuch chonka deney wali khabar hai. Yeh, money laundering mein sadar asif ali zardari ke naam se chonkney wali baat nahein hai kyun ke wo iss mein aik tajurbakaar hai. Lekin yeh janne ke liye keh Ayyan ali jaise super model ne zardari ke liye yeh kam kue kiya. Sabik wazeeray azam aur ppp ke senior rehnuma Zulfaqar mirza ney money laundering mein Ayyan ali Scandal ke sath sath pakistani sadar Asif ali zardari ko bhi zimedar thehraya. Unhon ney kaha ke asif ali zardari modal Ayyan ali ke dost thay aur wo uss ke sath shamil hai. Rehman malik, zardari ke sabik wazeeray dakhla aur dili dost aur un ke bhai to sirf samney ke log hein. Ayyan ali Scandal bohat khubsurat aur purkashish pakistani model hai jo money laundering case mein islamabad ke airport se giraftar hui thee. Yeh kaha ja raha hai ke yeh pehli bar nahein hai ke Ayyan ali Scandal raqam behroon mulk ley ja rahi thee. ppp ke pichley dor mein wo mamool ke mutabik in qisam ke qam ker rahi thee aur yeh in mein bohat qabil thi. 

Wo iss tasir ke tehat thi ke chezein iss bar bhi weysee hi hon gi leykin yeh uss ki budkismati ke wo pakri gai. Zulfaqar mirza ney kaha ke zardari key Ayyan ali Scandal key sath najaiz talukaat hein. Zulfiqar mirza ney dawa kiya ke un ki puri zindagi mein benazir bhuto ney kai bar zardari ko dusri auratoon ke sath pakra. Zulfaqar mirza ney yeh bhi kaha ke Ayyan ali Scandal har din raat ko zardi ka dora kerti thein aur phir wo neji maslah, police guard aur bhari protocol ke sath talooh fajar un ko chhor diya jata. Wo sabik ppp ke dor mein sab se ziada taqatwar larkiyon mein se aik thee. Zulfaqar mirza ne yeh ishara diya ke wo yeh muft ya sadqay ke liye nahi kar rahi thee balkeh uss ki sherah bohat ziada thee. Cake per icing dalney ke liye, Zulfikar mirza ney kaha ke pakistan mein super models ki team hai jo raqam aur doosray samaan ba asarlogon ko launder kerti hai aur Ayyan ali Scandal yahan akelei nahein hai.

2 Axact and Bol group fraud and fake Degree Scandal


Axact aik pakistani software company hai jo mukhtalif webisites par jali taleemi degrees farokht karti hai. Yeh may 2015 mein Federal Investigation Agency ke zaryeh maloom huwa. Yeh company media company bol network ke bhi malik hai aur aik sabik mulazim ke mutabik Yeh ghair mulki talaba ko jali degreean farokht karti hai.

HISTORY

Axact shoaib ahmad shaik ki taraf se kaim kiya gaya jo uss ke chairman ke tor par khidmaat saranjam deytay thai. Yeh karachi mein makaeem hai aur 2000 se ziada mulazmeen ki hamil hai. shaik ke mutabik, Yeh company aik kamray mein 10 mulazmeen ke saath 1997 mein kaim hui. 2013 mein newsweek magazine ke sath interview mein unhoon ney kaha ke Yeh dunya ke maroof IT company hai aur 5200 mulazmeen se ziada, aur jiskay aalmi satah par 8.3 million customor hain. Pakistan record ki securities and exchange commission ke mutabik,company ko june 2006 mein register kiya gaya tha aur 2010 tak 6 million ka sarmaya ada kiya tha. Government records Yeh dikhatay hain ke uss ney saal 2014 tak 18,90,000 tak ka income tax bhara, aur shaikh ney usee saal ke liye 26 dollar ki apni zati income ada ki. 


Fake diplomas scandal

New York Times investigation
On 17 may 2015,New york times nay tafteeshy kahani shaya ki jis mein AXACT kam az kam 370 degree aur accreditation mill website chalayein. Report nay kha ke agarcha company ki software farokht, bunyadi tor par website key design aur smartphone application tha,uss ka ehm karobar jali taleemi degree ki farokth kay sadiyoon puranay scandle aur aalmi satah per internet dor sakeem mein tabdeel karnay ka tha. Times nay mazeed kaha key company mein 2000 mulazmeen hein, kuch ney to amreci audhaydar honay ka drama kiya aur company ko khula rakney key liye shiftoon mein kam kiya.


Company response

AXACT ney tamaam ilzamaat ki tardeed ki hai. Ibtadai tor par shaikh ney software ki farokth kay elawa kisi bhi association key saath jali websites say inkaar kar diya. Baad mein unhoo nay kaha AXACT ney websites ko dafter ki himayate aur call centre ki khidmaat faraham karta hai, cahay wo asli hai ya jali  uss nay koi bhi degree aur diploma khood jari nahein kiya.


Official investigations

New york times ke mazmoon ki ashaat ke baad, pakistan key wazeeray dakhla chaudry nisar ali khan ney mulk ki federal investigetion agency ko fory tehkikaat karnay ki hidayaat di gaye ke ye company ghair qanuni karobar mein shamil hai kay nahein. Wazeeray dakhla kay hukam par FIA ki team ney karachi or islamabad mein AXACT ke dafter par chhapa mara aur computer
kabzey mein ley liye,mulazmeen ke record shuda bayanaat kay sath sath 25 mulazmeen aur rawalpindi ke dafter say 28 mulazmeen ko herasat mein lay jaya gaya. FIA ki team ney paya aur kai khali degrees kay sath sath amreci mehkma kharja ki jali letterhead par kabza kar liya. Tafsheesh ko FIA ke cyber crime section say corporate deoartment main muntaqil kar diya gaya. Yeh masla senate of pakistan mein bhi ley liya gaya jahan senate raza rubani kay chairman ne iss maslay ki tehkikaat kay liye aik committee tashkeel di. Pakistan's tax authorities aur SECP nay bhi company mein tehkikaat ka aghaaz shooruh kiya.

No comments:

Post a Comment